“Koi pooche tum kaun ho…
main keh dena, koi khaas nahi,
ek dost tha… kachcha pakka.” 🖤
Kuch rishte naam ke mohtaaj nahi hotay,
woh sirf ehsaas se pehchane jaate hain.
Yeh shayari un yaadon ke liye hai
jo dosti se shuru hui
aur khamoshi mein kahin kho gayi.
Agar aap sad shayari, emotional poetry
aur heart touching words pasand karte hain,
toh yeh video aapke liye hai.